Sunday 13 January 2019

Naate Nabi jo maine sunana shuru kiya
ghar mere Frishton ne aana shuru kiya
muli ki tarah kat gye kutte yzid ke
tlwar jab husain ne chlana shuru kiya
Maula ya salli wa sllim dayi mn aabdn
Aala hbibi ka kharin khlke kulli himi
Na koi aap jaisa hoga na koi aap jaisa tha
koi Yusuf se puchhe Mustafa ha husn kaisa tha
zamino aasman me koi v misal na mili
Maula ya salli wa sllim dayi mn aabdn
Ala hbibi ka kharin khlke kulli himi
dalile zindgi wo hain kmale bndgi wo hain
koi bhi daur ho usme maraje aadmi wo hain
whi to dino duniya hai jo baten aapne kahi
Maula ya salli wa sllim dayi mn aabdn
Ala hbibi ka kharin khlke kulli himi
koi bhi bat ho har hukm unka mutbbar aisa
ki unka haan nhi khna bhi hai Quran ke jaisa
Hdise pak khlaye jo baten aap ne khi
Maula ya salli wa sllim dayi mn aabdn
Ala hbibi ka kharin khlke kulli himi
drood un par slam un par yhi khna Khuda ka hai
Khuda ke bad jo hai martba Salle Aala ka hai
whi sarkare alam hain whi gam khare ummat hain
whi to hasher ke maidan me sbki shfaat hain
shfaat ke liye sbki nazar unpe rhi hogi
Maula ya salli wa sllim dayi mn aabdn
Ala hbibi ka kharin khlke kulli himi
Mere Nabi mere Nabi mere Nabi mere Nabi
Mere dubne baki na koi kasar rahi thi kaha Al madad Muhmmad to ubhar gaya safina

Tere kadmo me aana mera kam tha
 meri kismat jagana tera kam hai
tere qadmo me aana mera kam tha
 meri bigdi bnana tera kam hai
meri aankho ko hai did ki aarzu
rukh se parda uthana tra kam hai
tere kadmo me aana mera kam tha
 meri kismat jagana tera kam hai

teri chaukht kahan aur kahan ye zabin
tere faizo karam ki to had hi nhi
jinko duniya me koi na apna kahe
unko apna bnana tera kam hai
tere kadmo me aana mera kam tha
 meri kismat jgana tera kam hai
mere dil me teri yad ka raz hai
zahn tere tsawwer ka mohtaj hai
ek nigahen kram hi meri laj hai
laj meri nibhana tera kam hai

aakhri waqt ho tere bimar ka
ek katra mile jaame didar ka
aakhri mere dil ki hai hasart yhi
ab ye hasart mitana tera kam hai
tere kadmo me aana mera kam tha
 meri kismat jgana tera kam hai
mere dil ka sukun mere dil ki sda
he zahurri snaye hbibe khuda
ye sdaye akidt aye bade saba
jake unko sunana tera kam hai
tere kadmo me aana mera kam tha
 meri kismat jgana tera kam hai



 .

Mai hun Gaus ka diwana

Mira Mira Mira Mira
Jila jila jila Jilani Jila  jila jila jilani

mera pir mera pir dastgir dastgir

Mai hun Gaus ka diwana fikr nahi koi
fikr nhi koi baba fikr nhi koi
chahe dushmn ho zmana fikr nhi koi
mai hun Gaus ka diwana fikr nhi koi

sayyed lillah ya abdul kadir ya shaikhal bagdad  ya saikhul jilani

Jila jila jila Jilani Jila  jila jila jilani
mera pir mera pir dastgir dastgir

janta hai ye teri kramt har ek chahne wala
dubi huyi kashti ko tune ek pal me nikala
jab bhi mushkil aye nara Gaus ka lgana

Gaus ka diwana hokr tenshon me hai nhi nhi

nara Gaus ka lgana fikr nhi koi

dar pe tumhare jo bhi aye man ki murade paye
har ek ko khairat mili hai khali na koyi jaye
tere dar ke tukdo se plta hai sara zmana

mai hun gaus ka diwana fikr nhi koi

sayyed lillah ya abdul kadir ya shaikhal bagdad  ya saikhul jilani

Jila jila jila Jilani Jila  jila jila jilani
mera pir mera pir dastgir dastgir

kabr me aake nakiro ne ek dhobi se puchha
Allah se mahbub se uske tera kya hai rishta
bola mai hun Gaus ka shaida hath na lgana

mai Gaus pak ka dhobi hun mujhse kya puchhte ho

mai hun Gaus ka diwana fikr nhi koi
fikr nhi koi baba fikr nhi koi

chahe dushmn ho zmana fikr nhi koi
mai hun Gaus ka diwana fikr nhi koi

Gause azam ke gun gana chahe duniya ruthe
Gaus piya ka damn tere hathon se na chhute
chahe mushkil jo bhi aye tum na kabhi ghabrana
mai hun Gaus ka diwana fikr nhi koi

jaano dil sab tumpe fida hai Gause piya jilani
Waliyon ke srdar tumhi ho mahbube subhani
jo bhi pukare dil se tumko uski madad ko aana

mai hun Gaus ka diwana fikr nhi koi
fikr nhi koi baba fikr nhi koi

chahe dushmn ho zmana fikr nhi koi
mai hun Gaus ka diwana fikr nhi koi

ro ro ke mai tumko pukarun apne dar pe bulawo




maula ali ke sadke me kismt ko chmkao
ham sab ko bhi apne dar pe bulana.

mai hun Gaus ka diwana fikr nahi koi
mera pir mera pir dastgir dastgir






Tuesday 8 January 2019

Dayi haleema boli leke ye balaiya

Dayi haleema boli leke ye balaiya

दाई हलीमा बोली लेके ये बलैय्या 
चमचम चमके है बदन 
जैसे नूर की किरन 
मोहे लागे है लगन 
जरा देखन दो देखन दो 





करके हिजरत गारे शोर में 
पहुँचे जब सरकार हो 
साथ में थे सिद्दीक़े अकबर जैसे ताबेदार हो 
साँप था एक मुद्दत से वहाँ पर 
तालिबे दीदार हो 
सोये हुए थे जहाँ अरबी सँवरिया 
सोये हुए थे जहाँ अरबी सँवरिया 
साँप काढ़े हुए फन बोला नबी का बदन 
जरा देखन दो देखन दो 

अर्श बरी पर पहुँचे नबी जब बनकर के मेहमान हो 
सारे फ़रिश्ते रुके वही  पर होने लगे कुर्बान हो 
हूरो मलायक सबने कहा ये आपके सदके जान हो 
यही तो हैं मोरे अरबी सँवरिया 
ई हैं नबी जी हमार 
ई हैं नबी जी हमार 
जो हैं रफ रग सवार 
जरा देखन दो देखन दो 
..............................................................................................

...............................................................................................



Dayi haleema boli leke ye balaiya
Cham cham chamke hai badan
Jaise noor ki kiran
Mohe laagi hai lagan
jara dekhan do, dekhan do

Karke hizrat gare shaor me
Pahuche jab sarkar ho
Sath me the siddiqe akbar jaise tabedar ho
Sanp tha ek muddat se waha par
Talibe didar ho
Soye huye the jaha arbi sanwariya
Sanp kadhe huye fan
Bola nabi ka badan 
Jra dekhan do , dekhan do

Arshe bari par pahuche nabi jab bankar ke mehman ho
Sare farishte ruke wahi par, hone lage kurban ho
Huro malayak sabne kaha ye apke sadke jaan ho
Yahi to hain more arbi sanwariya
Yi hain Nabi ji hamar
Yi hain Nabi ji hamar
Jo hain rafrag sawar
Jara dekhan do, jara dekhan do

Wo mera nabi hai naat lyric

wo jiske liye mahfile kaunain saji hai firdose bari jiske wasile se bani hai wo hashmi makki madniul arbi hai wo mera nabi mera nabi mera na...