Sunday 13 January 2019

Maula ya salli wa sllim dayi mn aabdn
Aala hbibi ka kharin khlke kulli himi
Na koi aap jaisa hoga na koi aap jaisa tha
koi Yusuf se puchhe Mustafa ha husn kaisa tha
zamino aasman me koi v misal na mili
Maula ya salli wa sllim dayi mn aabdn
Ala hbibi ka kharin khlke kulli himi
dalile zindgi wo hain kmale bndgi wo hain
koi bhi daur ho usme maraje aadmi wo hain
whi to dino duniya hai jo baten aapne kahi
Maula ya salli wa sllim dayi mn aabdn
Ala hbibi ka kharin khlke kulli himi
koi bhi bat ho har hukm unka mutbbar aisa
ki unka haan nhi khna bhi hai Quran ke jaisa
Hdise pak khlaye jo baten aap ne khi
Maula ya salli wa sllim dayi mn aabdn
Ala hbibi ka kharin khlke kulli himi
drood un par slam un par yhi khna Khuda ka hai
Khuda ke bad jo hai martba Salle Aala ka hai
whi sarkare alam hain whi gam khare ummat hain
whi to hasher ke maidan me sbki shfaat hain
shfaat ke liye sbki nazar unpe rhi hogi
Maula ya salli wa sllim dayi mn aabdn
Ala hbibi ka kharin khlke kulli himi

No comments:

Post a Comment

Wo mera nabi hai naat lyric

wo jiske liye mahfile kaunain saji hai firdose bari jiske wasile se bani hai wo hashmi makki madniul arbi hai wo mera nabi mera nabi mera na...