Saturday 29 December 2018

Gali gali saj gyi, sahar sahar saj gya
aaye nabi pyare nabi , mera bhi ghar saj gaya

mustafa se pyar hai, dil se iqrar hai
har koi milade nabi karne ko tayyar hai
marhaba ya mustafa , marhaba ya mustafa

duniya me jaha bhi rahe , aabad rahenge
jo aamina ke lal ka milad karenge
milad karenge , milad karenge
milad karenge , milad karenge
jhande lagao, ghar ko sajao
karke charagan , khusiya manao

aashik ne madni lighto se ghar jagmaga diya
ye jashan jaruri hai sabhi ko bata diya
munkir ye tera bugj hai, milade nabi se
jo sara saal jalta tha wo bhi bujha diya

milad pe charaga na sahi jo bulb sara saal jalta tha wo bhi bhujha diya.

Gali gali saj gyi, sahar sahar saj gya
aaye nabi pyare nabi , mera bhi ghar saj gaya
duniya me jaha bhi rahe , aabad rahenge
jo aamina ke lal ka milad karenge
milad karenge , milad karenge
milad karenge , milad karenge

kaabe ke badruddoja , taiba ke samsudoha tumpe kroron durud
shafe aye roje jaja tumpe kroron durud
aur koi ghaib kya tumse niha ho bhla 
jab na Khuda hi chhupa tumpe kroron durud
kam wo le lijiye tumko jo razi kre 
thik ho name raza  tumpe kroron durud
sarkar ke milad pe kyon aitraz hai
Ye bat khushi ki hai aur tu naraz hai
lagta hai teri daal me kala zarur hai
milad mnane pe hme dil se naaz hai


sarkar aye marhaba
dildar aye marhaba
mukhtar aye marhaba

mere lajpal aye
Quran ke btaye huye rste pe rahenge ashabe Muhmmad ke trike pe chlenge
mumkin hi nhi km ho kbhi pyar ke jazbe 

1 comment:

Wo mera nabi hai naat lyric

wo jiske liye mahfile kaunain saji hai firdose bari jiske wasile se bani hai wo hashmi makki madniul arbi hai wo mera nabi mera nabi mera na...